Sunday, March 17, 2002

जूब जूब जूबिजुबा (joob joob joobijuba) Song

जूब जूब जूबिजुबा,
रंगीन ये शमा.
जूब जूब जूबिजुबा,
भीगा आशमां.

जूब जूब जूबिजुबा,
हमने कहा जरा, तुमसे  प्यार है, तुम से इकरार है,
कह दो तुम भी ये मुझसे प्यार है.

जूब जूब जूबिजुबा,
हममें कोई बात है.
जूब जूब जूबिजुबा,
आज कि श्याम है.

जूब जूब जूबिजुबा,
हम भी गायेंगे, हम भी नाचेंगे,
अगर संग है तुम्हारा तो हम भी झुमेंगे.
तुम हो अगर तो हम भी दीवाने तेरे.

जूब जूब जूबिजुबा,
तारो भरी रात है.
जूब जूब जूबिजुबा,
प्यार कि है ये हवा,
कानो में, गुनगुनाती है, और कहती है ये जरा.
तुम भी हो, हम भी है, और ये मस्त शमा.
मान भी जाओ, कर भी दो इकरार तुम.
जूब जूब जूबिजुबा.

                                             --विनीत आर्य
joob joob joobijuba Rangeen ye shama joob joob joobijuba Bheega Ashma joob joob joobijuba humne kaha jara, tum se pyaar hai, tum se ikrar hai, kah do tum bhi ye mujhse pyaar hai joob joob joobijuba hum mein koi baat hai. joob joob joobijuba aaj ki shayam hai joob joob joobijuba hum bhi gaayeinge, hum bhi naacheinge, agar sang hai tumhara to hum bhi jhumeinge tum ho agar to hum bhi diwane tere. joob joob joobijuba taron bhari raat hai joob joob joobijuba Pyaar ki hai ye hawa, kaano mein, gungunati hai, aur kahti hai yeh jara. tum bhi ho, hum bhi hai, aur ye mast shama. Maan bhi jao, kar bhi do ikrar tum. --Vineet Arya

Tuesday, February 12, 2002

मैं खुद को भूला बैठा हूँ (Main Khud Ko Bhoola Baitha Hoon)

मैं खुद को भूला बैठा हूँ, जबसे तुम्हे देखा है.
रातों को ख्वाबों में, सुबहा को शीशे में, मैं तुमको देखता हूँ.
फिर सोच में पड़ जाता हूँ, ये क्या हो रहा है?
मैं खुद को भूला बैठा हूँ, जबसे तुम्हे देखा है.

घर से चलता हूँ, तो याद तुम आते हो.
फिर ख़याल मन में आता है, तुमसे फिर मिलूँगा.
फिर सोच में पड़ जाता हूँ, मैं बात क्या करूँगा?
मैं खुद को भूला बैठा हूँ, जबसे तुम्हे देखा है.

हर तरफ नज़र तुम ही तुम आते हो,
हर जगह तेरा चेहरा बीनाई देता है,
फिर सोच में पड़ जाता हूँ, ये हाल मेरा क्या है?
मैं खुद को भूला बैठा हूँ, जबसे तुम्हे देखा है.

                                                   --विनीत आर्य

अर्थ:
  बीनाई =  Eyesight; Vision;

Main khud ko bhula baitha hoon, jab se tumhe dekha hai. raaton ko khawbo mein, subha ko shishe mein, main tum ko dekhta hoon. Pir soch mein pad jata hoon, ye kya ho raha hai. lagta hai mujhe thoda-2 pyar ho raha hai. Main khud ko bhula baitha hoon, jab se tumhe dekha hai. Ghar se chalta hoon, to yaad tum aate ho. fir khayal mann mein aata hai, tu se fir milunga. fir soch mein pad jata hoon, main baat kya karunga. Main khud ko bhula baitha hoon, jab se tumhe dekha hai. Har taraf nazar tum hi tum aate ho, har jagha tera chera benaai deta hai, Pir soch mein pad jata hoon, ye haal mera kya hai. Main khud ko bhula baitha hoon, jab se tumhe dekha hai.